Friday, 8 March 2013

Jo kaha wo suna , aaa bhi ja na tu ja


Jo kaha wo suna , aaa bhi ja na tu ja
Wo din the ajab, wo waqt khusnuma
aa gaye paas hum, mit gayin duriyan

hua wo milan, jaise milna hi tha
Sath chute na ab,bas yahi hai dua !!
Jo kahan wo suna,aaa bhi ja na to ja.

akshar hota hai ye,bhid main yu kabhi
kho jatain hain hum,aa jati duriyan
tum ye hone na do,hum bane is liye
tumne li jo jahgah ,na wo lega koi
dil ki awaj ye,jo tarane ched de
dil gaya dil gaya,pyar humko hua
sath chute na ab ,bas yahi hai dua
Jo kahan wo suna, aaa bhi ja na to ja
hum rahenge sada,jab talak asman


Aa gaye pas hum !!
Ro na de soch kar !!
Pyar chute na ab !!
Is kadar hai jude !!
Teri har bat se,tere jasbat se,har khayalat se,tere itefaq se,har us bat se. jud gayi hai jo ab mere jasbat se !!

Jo kahan wo suna,aaa bhi ja na to ja
sath chute na ab ,bas yahi hai dua
  

No comments:

Post a Comment